Vishesh Pandit
subtitles in hindi
"Kya aalogo ne Thekua ka naam suna hai? Bihar ka ek traditional snack… jo ab sirf gaon aur festival tak limit nahi, poore India mein trending kar hai khas karke instgram pe!
Theuka ek trah ka crunchy, wheat aur maida se bana hua cookie hai, jo pehle sirf festival prasad hua karta tha… but ab online ka foodie superstar ban chuka hai.
Aur ye sirf taste ki baat nahi—ye nostalgia hai Bihar aur UP ke logo ka jo cities me ja kar bas gye hain aur unko traditional snacks try karna hai. Aur sach batayun, ye sirf UP and Bihar tak mited nahi hia, jo dusre states ke hain unko to ye aur bhi pasand hai.
India ka snacks market ₹46,500 crore+ ka hai, aur traditional snacks ka growth toh rocket speed pe hai.
Chhoti chhoti home kitchens se shuru hoke, aise snacks banane wale log lakhs ki revenue kama rahe hain.
Abhi aapko bahut sare thekua ka brand online Instagram and YouTube pe sell karte hue dikh rahe hain. Inko order Amazon, Flipkart and other quick commerce platforms se bhi mil rahe hain. Order milte hi thekua fresh banate hain, packaging kar rahe hain and pan indian deliever kar rahe hain shiprocket ke through. And one good thing about this is that iska self-life bahut accha hai.
Toh agar aap foodie ho to order karke khao, aur entrepreneur ho to aisa ek brand aap bhi banao—aur thekua aaj tak khaye ki nahi wo comment me batao"